Wednesday 23 July 2014

25 Shab Of Ramadan Facebook Status

25 Shab Of Ramadan Facebook Status 
Source(google.com.pk)

Beshaq humne is (Quran) ko Shab--e-Qadr mein nazil kiya hai
Aur Aapko kya Malum ki Shab-e-Qadr Kya hai
Shab-e-Qadr Hazar mahino se behtar hai
ismein farishtey aur rooh nazeel hote hain Aapney Rab ke hukm se har kaam par
wo subah Roshan honey tak salamti ki raat hai

Al Quraan: Surah Al-Qadr (97)


We have indeed revealed this (Quraan) in the Night of Power:
And what will explain to thee what the night of power is?
The Night of Power is better than a thousand months.
Therein come down the angels and the Spirit by Allah.s permission, on every errand:
Peace!...This until the rise of morn!
Al Quraan: Surah Al-Qadr (97)


Urdu Translation:
Umm Aayesha radi allaho anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho alaihey wasallam ne farmaya Shab-e-Qadr ko Ramadhan ki Aakhri Ashrey ki Taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo 
Sahih Bukhari, 2017 


English Translation:
Narrated 'Aisha Radi Allahu Anha: Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Search for the Night of Qadr in the odd nights (21, 23, 25, 27, 29) of the last ten days of Ramadan." 
Sahih Bukhari, Volume 3, Book 32, Number 234